jeene ke ishaare

jeene ke ishaare lyrics

Poster jeene ke ishaare

jeene ke ishaare

lyrics/Album : Phir Milenge
Details
Singer Shankar Mahadevan
Genre Love
Language Hindi
Album Phir Milenge
Poster jeene ke ishaare
play
Lyrics

kuchh khushbuye, yaado ke jungal se beh chalee

kuchh khidkiya, lamho ke dastak pe khul gayee

kuchh gith puraane rakhe the sirhaane

kuchh sur kahee khoye the bandish mil gaye

jine ke ishaare mil gaye, bichde the kinaare mil gaye


meree jindagee mai teree baarish kya huyee

mere raste darya bane behne lage

meree karvato ko tune aake kya chhua

kahee khwaab nindo kee galee rehane lage

jine ke ishaare mil gaye, bichde the kinaare mil gaye


meree loh havaao se jhagadkar lee uthee

mere har andhere ko ujaale pee gaye

tune haske mujhase muskuraane ko kaha

mere mann ke mausam gulmohar se ho gaye

jine ke ishaare mil gaye, bichde the kinaare mil gaye


kuchh khushbuye, saanso se saanso me ghul gayee

kuchh khidikya, aankhon hee aankhon me khul gayee

kuchh pyaas adhuree, kuchh shyam sindhuree

kuchh reshamee gunaaho, mai rate dhal gaye

jine ke ishaare mil gaye, bichde the kinaare mil gaye.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.