Singer | Neha Kakkar |
Language | Hindi |
Tere liye meri ibaadatein wahi hain
Tere liye meri ibaadatein wahi hain
Tu sharam kar teri aadatein wahi hain
(Tu sharam kar teri aadatein wahi hain)
Jinke liye hum rote hain
Ho jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sotey hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sotey hain
Hum galiyon mein bhatakte phirte hain
Wo samandar kinaaron pe hote hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sotey hain
Paagal ho jaaoge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na!
Hum zinda gaye qareeb unke
Ab dekho mare huve laute hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sotey hain
La la ra ra ra…
Haathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahaan ab unko hai ghairon se
Haathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahaan ab unko hai ghairon se
Unki mohobatein har jagah
Wo jo kehte thhe hum iklaute hain
Jinke liye hum rote hain
Wo kisi aur ki baahon mein sotey hain
Kabhi yahaan baat karte ho
Kabhi wahaan baat karte ho
Aap bade log ho saahab
Humse kaha baat karte ho
Aaj uss shaqs ka naam bataayenge
Jaani tha Jaani mile jis kaayar se
Galti thi choti mohabbat kari jo
Galti badi thi ki kar baithe shaayar se
Aag ka dariya jafaa unki
Har din lagaane gotey hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
Aa aa…
Ho jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
तेरे लिए मेरी इबादतें वही हैं
तेरे लिए मेरी इबादतें वही हैं
तू शरम कर तेरी आदतें वही हैं
(तू शरम कर तेरी आदतें वही हैं)
जिनके लिए हम रोते हैं
हो जिनके लिए हम रोते हैं
वो किसी और की बाहों में सोते हैं
जिनके लिए हम रोते हैं
वो किसी और की बाहों में सोते हैं
हम गलियों में भटकते फिरते हैं
वो समंदर किनारों पे होते हैं
जिनके लिए हम रोते हैं
वो किसी और की बाहों में सोते हैं
पागल हो जाओगे आना कभी ना
गलियों में उनकी जाना कभी ना
जाना कभी ना!
हम ज़िंदा गये क़रीब उनके
अब देखो मारे हुए लौटे हैं
जिनके लिए हम रोते हैं
वो किसी और की बाहों में सोते हैं
ला ला रा रा रा…
हाथों से खेलते होंगे या पैरों से
फ़ुर्सत कहाँ अब उनको है ग़ैरों से
हाथों से खेलते होंगे या पैरों से
फ़ुर्सत कहाँ अब उनको है ग़ैरों से
उनकी मोहब्बतें हर जगह
वो जो कहते थे हम इकलौते हैं
जिनके लिए हम रोते हैं
वो किसी और की बाहों में सोते हैं
कभी यहाँ बात करते हो
कभी वहाँ बात करते हो
आप बड़े लोग हो साहब
हमसे कहाँ बात करते हो
आज उस शख़्स का नाम बताएँगे
जानी था जानी मिले जिस कायर से
ग़लती थी छोटी मोहब्बत करी जो
ग़लती बड़ी थी की कर बैठे शायर से
आग का दरिया जफ़ा उनकी
हर दिन लगाने गोते हैं
जिनके लिए हम रोते हैं
किसी और की बाहों में सोते हैं
आ आ…
हो जिनके लिए हम रोते हैं
किसी और की बाहों में सोते हैं
जिनके लिए हम रोते हैं
किसी और की बाहों में सोते हैं
Written by:
Jaani
Music Video Of: Jinke Liye