Singer | Kavita Krishnamurthy & Anupama Deshpande |
Genre | Item Song |
Language | Hindi |
Album | Hum Se Na Takrana |
jan se gaye jahan se gaye
jan se gaye jahan se gaye
kitne aashik mohabbat mein katal ho gaye
ho bhid waisi ki waisi waisi ki waisi
hain maftar mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
naam ke waste naam hain kuchh mera
log kahte hai mujhko magar dilruba
naam ke waste nam hai kuchh mera
log kahte hai mujhko magar dilruba
mujhse milna ho to likhlo mera pata
ho kaha rahti hu main aapke dil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
is taluq ko hum tod sakte nahi
aur rista kahi jhod sakte nahi
is taluq ko hum tod sakte nahi
aur rista kahi jhod sakte nahi
ek duje ko hum chhod sakte nahin
me bhi mushqil hu tu bhi mushqil men
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
meri dilkash adao ka kya kahna
meri dilkash adao ka kya kahna
ishq ki wafao ka kya kahna
ishq ki wafao ka kya kahna
husn ki in jhfao ka kya kahna
bijliya jis tarah kisi badal mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein
jitne ghunghroo jade hain meri payal mein
utne aashiq khade hain meri mahfil mein.