jo pyaar karta hai

jo pyaar karta hai lyrics

Poster jo pyaar karta hai

jo pyaar karta hai

lyrics/Album : Yeh Raaste Hain Pyaar Ke
Details
Singer Manohar Shetty, Anuradha Paudwal & Kavita Krishnamurthy
Genre Love
Language Hindi
Album Yeh Raaste Hain Pyaar Ke
Poster jo pyaar karta hai
play
Lyrics

kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai

kisi ki zulfon ka badal ban jata hai

kisi ke pido ka ghayal ban jata hai

jo pyaar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai

kisi ki zulfon ka badal ban jata hai

kisi ke pido ka ghayal ban jata hai

jo pyaar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai


pyaar mein jeena pyaar mein marna

aaj hi kar lo jo hai karna

der bahut ho jayegi warna

aaj ka din jo guzar gaya to

kal ban jata hai

aaj ka din jo guzar gaya to

kal ban jata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

pagal ban jata hai


yaadein umangein armaan sapne

sab ke yahan ghar apne apne

yeh sach hai yeh maana sab ne

shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai

shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

pagal ban jata hai


dil deta hai jaan leta hai

amrit mein vish bhar deta hai

jeena mushkil kar deta hai

pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai

pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai

kisi ki zulfon ka badal ban jata hai

kisi ke pido ka ghayal ban jata hai

jo pyaar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai

jo pyar karta hai pagal ban jata hai

pagal ban jata hai.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.