Singer | Shaan |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Home Delivery |
har kisika koyee hota sahara, har dil kaa koyee dil hota pyara
har rat kee ek subah hotee, phulo sa khilta jahan
kash aaisa hota, kash koyee naa rota
kash pass aakar, kash koyee naa khota
kash ke yu dal par phul murjhate nahee
kash hota rang se hee saja sara jaha
ashk aur dard ke labj hote hee nahee
tut te naa pyar ke khwab phir yaha
tutane hee the agar kash sapne hee jara kam hote
har kisika koyee hota sahara, har dil kaa koyee dil hota pyara
har rat kee ek subah hotee, phulo sa khilta jahan
kash aaisa hota, kash koyee naa rota
kash pass aakar, kash koyee naa khota
apanee saree manjile kash mil jatee hame
bhul hamse naa koyee ek bhee hotee
kash hota sathee jindagee bhar ke liye
chhuta naa hath phir hath se kabhee
jo raha naa sath toh kash arman bhee jara kam hote
har kisika koyee hota sahara, har dil kaa koyee dil hota pyara
har rat kee ek subah hotee, phulo sa khilta jahan
kash aaisa hota, kash koyee naa rota
kash pass aakar