Singer | Antara Mitra |
Genre | Item Song |
Language | Hindi |
Album | R... Rajkumar |
kaddu katega toh sab mein batega (repeat 3 times)
jo man bak sandook mein bandook chhupai ke
neeyat mein mohabbat ki zara bhookh milai ke
sunsaan se pichwade mein jo tang gali hai
uss tang se galiyaare mein maashook bulai le
mail tan ke badan se dhulegi
aabroo ke silaayi khulegi
sharm ka bhi lifafa phatega
kaddu katega toh sab mein batega
kaddu kategaa toh sab mein batega
jo bhi katega vah sab mein batega re
kaddu katega toh sab mein batega
rookhi hai, zara sookhi hai
zameen barso se jisam ki
barsaa de, ras barsaa de
mere hothon pe tu rangeen (haaye)
rookhi hai, zara sookhi hai
zameen barso se jisam ki
barsaa de, ras barsaa de
mere hothon pe tu rangeen
aaj kar de tu aisi tabaahi
khaali hote hi poori surahi
khud-b-khud jo badha le ghatega
kaddu katega toh sab mein batega
kaddu kategaa toh sab mein batega
kaddu katega toh.. (aayi…)
kaddu kategaa toh sab mein batega
desi hoon, mujhe gatka le
tujhe bhulwa doon vilaiyti
mudde ki phir baatein ho
badi kar li hain bakaiti (are bakaiti)
desi hoon, mujhe gatka le
tujhe bhulwa doon vilaiyti
mudde ki phir baatein ho
badi kar li hain bakaiti
jaise hi ho khatam kaam tetees
hote hote chhuaare se kismis
naam tu sirf mera ratega
kaddu katega toh sab mein batega
kaddu katega toh sab mein batega
kaddu katega toh sab mein batega
kaddu katega toh.. (aayee..)
kaddu katega toh sab mein batega