kandhon se milte hain kandhe

kandhon se milte hain kandhe lyrics

Poster kandhon se milte hain kandhe

kandhon se milte hain kandhe

lyrics/Album : Lakshya
Details
Singer Kunal Ganjawala, Sonu Nigam & Shankar Mahadevan
Genre Dance
Language Hindi
Album Lakshya
Poster kandhon se milte hain kandhe
play
Lyrics

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise toh

dil dushman ke hilte hain

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise toh

dil dushman ke hilte hain

ab toh hamein aage

badte hai rehna

ab toh hamein saathi

hai bas itna hi kehna


ab toh hamein aage

badte hain rehna

ab toh hamein saathi

hai bas itna hi kehna

ab jo bhi ho shola banke

pathar hai pighlaana

ab jo bhi ho baadal banke

parbat par hai chhaana

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

nikle hain maidaan mein

ham jaan hatheli par le kar

ab dekho dam lenge ham

jaake apni manzil par


khatron se haske khelna

itni toh ham mein himmat hai

mode kalaai maut ki itni

toh ham mein taaqat hai

ham sarhadon ke waaste

lohe ki ik deewaar hai

ham dushmanon ke waaste

hoshiyaar hai taiyaar hai

ab jo bhi ho shola banke

pathar hai pighlaana

ab jo bhi ho baadal banke

parbat par hai chhaana

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain


josh dil mein jagaate chalo

jeet ke geet gaate chalo

josh dil mein jagaate chalo

jeet ke geet gaate chalo

jeet ki jo tasveer banaane

ham nikle hain apni lahoo se

ham ko us mein rang bharna hai

saathi maine apne dil mein

ab ye thhaan liya hai

ya toh ab karna hai

ya toh ab marna hai

chaahein angaarein

barse ke bijli gire

tu akela nahin hoga yaara mere


koyi mushkil ho ya ho

koyi ho morcha

saath har mod par

honge saathi tere

ab jo bhi ho shola banke

pathar hai pighlaana


ab jo bhi ho baadal banke

parbat par hai chhaana

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain


ik chehra aksar mujhe

yaad aata hai is dil ko chupke

chupke woh tadpaata hai

jab gharse koyi bhi khat

aaya hai kaagaz ko maine

bheega bheega paaya hai

palkon palkon pe yaadon

ke kuch deep jaise jalte hain

kuch sapne aise hain jo

saath saath chalte hain

koyi sapna na toote

koyi waada na toote

tum chaaho jisse dil se

woh tumse na roothhe

ab jo bhi ho shola banke

pathar hai pighlaana

ab jo bhi ho baadal

banke parbat par hai chhaana

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

chalta hai jo ye kaarvaan

gunji si hai ye waadiyaan

hai ye zameen ye aasmaan

hai ye hawa hai ye sama

har raste ne har waadi ne

har parbat ne sada di

ham jeetenge ham jeetenge

ham jeetenge har baazi

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

kandhon se milte hain kandhe

kadmo se qadam milte hain

ham chalte hain jab aise

toh dil dushman ke hilte hain

chalta hai jo… ye kaarvaan…

gunji si hai… ye waadiyaan.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.