Singer | Shekhar Ravjiani & Raja Hasan |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Shanghai |
rehmat khuda kar zara ik dafa
dil dene ka keh zara falsafa
ye naacheez ik cheez uski maange hai tujhse
musafir ye dehleez uski maange hai tujhse
khudaaya tu bata: kahaan uska pata?
pataa kar.
main uske bina be-pata hoon
be-pata be-pata be-pata hoon
tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye
lamho ki iss bheed mein
mujhko pal de fursat ke
madmast kambakht fiqrein dikhaye…
oh itraaye
bas ik khayal uska dil ki fitrat badal de
dil dene ka keh zara falsafa
hai chaha usey shiddaton se yun toot kar ke
woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke
khudaaya tu bata
kahaan uska pata? pata kar.
main uske bina bepata hu
bepata bepata bepata hu
khudaaya tu bata: kahaan uska pata?
pata kar.
main uske bina bepata hu
bepata bepata bepata hu