Singer | Udit Narayan & Anuradha Paudwal |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Mann |
khushiyan aur gham saheti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
ab tak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
khushiyan aur gham saheti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
ab tak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
apni kabhi to kabhi ajnabee
aansoon kabhi to kabhi hai hansee
dariya kabh to kabhi tishnagi
lagti hai ye to
khushiyan aur gham saheti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
ab tak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
khamoshiyon ki dheemi sadaa hai
ye zindagi to rab ki dua hai
chu ke kisi ne isko
dekha kabhi na
ehsaas ki hai khushboo
meheki hawa hai
khushiyan aur gham saheti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
ab tak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
ahaa aa aa aa
umm hmm umm umm
mann se kaho tum
mann ki suno tum
mann meet koi
mann ka chuno tum
kuch bhi kahegi duniya
duniya ki chodo
palkon mein sajke jhil mil
sapnay buno tum
khushiyan aur gham saheti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
ab tak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
apni kabhi
to kabhi ajnabi
aansoon kabhi
to kabhi hai hansee
dariya kabhi
to kabhi tishnagi
lagti hai ye to
khushiyan aur gham saheti hai
khushiyan aur gham saheti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
phir bhi ye chupp rehti hai
ab tak kisi ne na jaana
ab tak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
zindagi kya kehti hai.