khwahish

khwahish lyrics

Details
Singer Shaan, Sunidhi Chauhan & Raghav Sachar
Genre Love
Language Hindi
Album Haal-e-dil
Poster khwahish
play
Lyrics

kehthe hai na

kabhi na kabhi

kahin na kahin

kisi se pyar zaroor hotha hai

koi na koi kahin na kahin kise ke

liye zaroor bana hotha hai


dil pe pyar

pyar ki chaahath

aur wahin chaahath

ban te hai dil ke khwaish


tu mere dil ki pehli khwaish

tu mere sapno ka jahaan

haan tu meri khwabon ki mazil hai

mere armaano ki dastaan


mehfuz rakhunga palko mein

in lamhon ke yeh silsilein

har pal dil bar tere

yaad mein baita rahunga tere khwab mein

faryaad karthi yeh zindagi

awaaz karthi yeh dil-lagi

ummeed ka inthehaan

hasrath na ban ke reh jaaye



dil mein base ho tum

nazron mein tum

meri arzoo ki gehraiyon mein tum

bahon ki darmiyan

saanson ne kuch kahan

yaadon ki dastan

ab kar rahe hai bayaan

chodd na jaana mujhe manzil ki rahon pe

meri manzil to hai teri khwaish


tu mere dil ki pehli khwaish

tu mere sapno ka jahaan ho

haan bethab dil yeh kehtha hai

mere dil mein aa bas ja


khamoshh se yeh dua

jaane kya asar karjaaye


madhosh se yeh fiza

baahon mein apne bulaaye

aankhon mein aankhen peghal gaye

ehsaas rangon mein khul gaye

saanson ko mazil mil gayi

baathon ko manzil pukaare


ab tum mere ho sirf meri

sirf meri

meri bandage

meri ibadath

aur isi ibadath ke

roshini mein nazar aa raha hai tumhara chehra

chehra jo meri dua mein bas chuka hai

aur ab tum banchuke ho meri khwaish


tu mere dil ki pehli khwaish

tu mere sapno ka jahaan ho

tu meri khwabon ki mazil hai

mere armaano ki dastaan


tu meri khwabon ki mazil hai

mere armaano ki dastaan

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.