Singer | Lata Mangeshkar |
Genre | Muzara |
Language | Hindi |
Album | Insaniyat |
main naseeb hoon
main naseeb hoon kisi aur ka
kisi aur ke main paas hoon
jo kisi jatan se na bujh sake
mai janam janam ki wo pyas hoon
main naseeb hoon kisi aur ka
mujhe zulm se kya daraye tu
mera saya chhu na sakega tu
mujhe zulm se kya daraye tu
mera saya chhu na sakega tu
mere jism hai kisi aur ka
kisi aur ke main paas hoon
main naseeb hoon kisi aur ka
kisi aur ke main paas hoon
main naseeb hoon kisi aur ka
koi zulm tujhpe kare yahan
to jala ke rakh dunga do jahan
tu naseeb hai mere pyar ka
ye naseeb kabhi na ho juda
tere khawabo ki teri yaado ki
tere saanso ki wahi pyas hoon
jara mudkar to idhar
tere saath hu tere paas hoon.