Singer | K.k |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Rog |
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
nasamajh laya gham
to yeh gham hi sahi
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
nasamajh laya gham
to yeh gham hi sahi
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
bechaara kahan jaanta tha
khalish hai yeh kya khala hai
shehar bhar ki khushi se
yeh dard mera bhala hai
jashna yeh raaz na aaye
mazaa toh bas
gham main aaya hai
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
nasamajh laya gham
to yeh gham hi sahi
kabhi hai ishq ka ujaala
kabhi hai maut ka andhera
bataao kaun bes hoga
main jogi banu ya lutera
kayi chehre hai is dil ke
najaane kaunsa mera
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
nasamajh laya gham
to yeh gham hi sahi
hazaaron aaise phaasle the
jo tai karne chale the
raahe magar chal padi thi
aur peeche hum rah gaye the
kadam do chaar chal paaye
kiye phere tere mann ke
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
nasamajh laya gham
to yeh gham hi sahi
maine dil se kaha
dhoond laana khushi
nasamajh laya gham
to yeh gham hi sahi.