maine jisko chaha mil gaya

maine jisko chaha mil gaya lyrics

Poster maine jisko chaha mil gaya

maine jisko chaha mil gaya

lyrics/Album : Fida
Details
Singer Sonu Nigam
Genre Love
Language Hindi
Album Fida
Poster maine jisko chaha mil gaya
play
Lyrics

maine jisko chaaha mil gaya

chain jab se aaya dil gaya

dekhke tumhaari yeh ada

jaaneman hui main to fida


maine jisko chaaha mil gaya

chain jab se aaya dil gaya

dekhke tumhaari yeh ada

jaaneman hua main to fida


mujhe kar de paagal yeh aankhon ka kaajal

deewaana kare yeh hansi

teri uthti jhukti yeh qaatil nigaahein

sikhaane lagi aashiqui


mujhe jhoomne de tujhe choomne de

hai mauka bada dilnasheen


bekhabar tujhe na yeh pata

mere ishq ka hai yeh nasha


maine jisko chaaha mil gaya

la la la la la la la la la la la la la

la la la la la la la la la la

la la la la la la la la la la la la la

la la la la la la la la la la


mohabbat hoon main mujhko lab se laga le

bujha le tu dhadkan ki pyaas

gulaabon ke saaye khayaalon pe chhaaye

na kaanta koi aas paas


tera ishq dil mein chubhe lamha lamha

tu jaan meri main teri saans


rang aisa chhalka pyaar ka

yeh zamaana saara hil gaya

maine jisko chaaha mil gaya


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.