Language | Bollywood |
gaali de doon hindi me toh bole aisa kyu kiya
fu** kyu hai cool jaane galat kyu hai chu****
kya iss tarah ke alfaz hame
sadako pe sunayi nahi padte
manto ek insaan hai
man man manto
manto ek insaan hai
manto ek insaan hai
mujh par ilzam hai
mujh par mujh par
mujh par ilzam hai
manto ek insaan hai
jaat mein yeh baatate hai baat ke yeh kaatate hai
kaatne waale khat pe hai inki mauj raat me hai
laal batti wali gaddi glass inke hath me hai
rajneeti me hai chor police inke sath me hai
meri baate tumhe sach nahi lagti
sachi baate tumko yaara pacch nahi sakti
mujhse naa samaj hai dugane meri age ke
ek pair kabar me yeh bhuke hai dahej ke
betiyon ko maarte betiya na paalte
betiyon pe dusro ki yeh nazare gaandi daalte
ladkiya patake unko bandi bolte hai
aur jo raazi na hoon unko saa*** ran*** bolte hai
baa par roz maa pe roz hath jo uthayega
bezuban bolne se phele shikh jaayega
ki mard tab banega jab tu aurate daabayega
soch yeh rahi toh jaldi desh doob jaayega
main society ki choli kya utaarunga
joh phele se hi nangi hai
usse kapde pehnana mera kaam nahi hai
main kaali takti par safed chalk istamaal karta hoon
taaki kaali takti aur nimaya hojaaye
manto ek insaan hai
mene ghanto padha hai tumko manto
tumhare jaisa baanu kare mera maan toh
inn panto ko sach nahi dikhta
saatar saal aazaadi ke aisa charge bhi nahi bikta
agar aap meri kahaaniyon ko
bardasht nahi kar sakti
toh iska matlab yeh hai ki
zamaana hi naqabil e bardasht hai…