mara gaya hai

mara gaya hai lyrics

Poster mara gaya hai

mara gaya hai

lyrics/Album : Tere Bin Laden: Dead Or Alive
Details
Singer Akshay Verma
Genre Rap Song
Language Hindi
Album Tere Bin Laden: Dead Or Alive
Poster mara gaya hai
play
Lyrics

mara gaya mara gaya koi bechara mara gaya

mara gaya mara gaya koi bechara mara gaya

arey kon mara gaya oye hoye hoye

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya

ladka jawan ladki jawan

dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya



kaha dono mile kaise mile

ho kaha aankh ladi kaise ladi

kaha tir chale kaise chale

oo kaha bat badi kaise badi

chhupi chhupi toba re toba

chori chori haye re haye

kaha bandhi gaya re gaya

prem dori



aankho aankho me jud gaya tanka

pada kaise kaha dil pe daka

aankho aankho me jud gaya tanka

pada kaise kaha dil pe daka

bolo ji bolo ye bhed kholo

kaise ye sab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya

arey ladka jawan ladki jawan

dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya



jaha pyar ki ye bat chhupe

kahi jake kahi raz khule

ho jaha pyar me koi yaar mile

wahi dekh ke ye log jale

yaha waha huyi ma bat chali

baba re baba shor macha gayi re gayi

gali gali, chhora chhori pe hoke latu

huya sabki nazar me nikhatu

chhora chhori pe hoke latu

huya sabki nazar me nikhatu

do dil mile to yu hangama besbab ho gaya



koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya

arey ladka jawan ladki jawan

dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya



kahi koi jale jalta rahe

koi kuch bhi kahe kahta rahe

yaha tera mera sath rahe

yahi pyar yahi bat rahe

tune mujhe kya mana sajan haye re haye

maine tujhe mana oye oye dulhan

gayi re gayi kahi sabit na ho parit jhuti

aayi dene gawahi anguthi

kahi sabit na ho parit jhuti

aayi dene gawahi anguthi

ungali pakad ke bahe pakad li

kisa gajab ho gaya



koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya

arey ladka jawan ladki jawan

dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya

ye mazara kaise kab ho gaya



mara gaya mara gaya

koi kunwara mara gaya

mara gaya mara gaya

koi kunwara mara gaya

mara gaya mara gaya

koi kunwara mara gaya

mara gaya mara gaya

koi kunwara mara gaya.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.