maut

maut lyrics

Details
Singer Lucky Ali
Genre Sad
Language Hindi
Album Kaante
Poster maut
play
Lyrics

dil ki dhadkan hai ya goliyon ka shor hai

faasle ho jaaye na nazdeek

aa jaa mila le dil jala le

zindagi ko na jaane milegi yeh naseeb

dil mein to chain nahin, rahe nahin, sahe nahin

yeh sawaal to khaayi jaaye

jeena to maut na jaane kab aayega

kise bulaake yeh kise le jaayega


maut, jeene ke liye zaroori hai yeh

maut, kaise ban gayi majboori hai yeh

maut, lamhe ruk jaate jab yeh aati

maut, saanson ko baahon mein leke jaati

zinda hoke mar gaya, main marke zinda ho gaya

dil ki dhadkan mein yeh zindagi ka shor hai

dil manaate yeh shaq hai abhi

har sawaal jawaab ka fizool hai

yeh khayaal to kar le koi

jeena dusaar hai, pyaar hai, yaar hai

mardon ko yeh do raahein dikhaaye

jeena to jeena hai, marna hai to marna hai

jis ka waqt aaya hai usi ko chal jaana hai


maut, sirf raahein badal jaate hai

maut, naye daur khul jaate hai

maut, lena dena tab pata chalta hai

maut, kamaai ka hajara milta hai

bekhabar hai, sawaal yeh nishaan hai

mil jaaye jo voh hai naseeb

jeena toofaani hai, baaqi sab bayaani hai

jhooth leke jaati hai zindagi

mera bulaava hai, yeh zindagi ka daava hai

mujhe bulaaye yeh tujhe bhi bulaaye

banke hawa muskuraaye


meri maut, teri maut, iski uski sab ki bas

maut, jeene ke liye zaroori hai yeh

maut, kaise ban gayi majboori hai yeh

maut, lamhe ruk jaate jab yeh aati

maut, saanson ko baahon mein leke jaati

maut, sirf raahein badal jaate hai

maut, naye daur khul jaate hai

maut, lena dena tab pata chalta hai

maut, kamaai ka hajara milta hai

maut.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.