mazaa mazaa (title)

mazaa mazaa (title) lyrics

Poster mazaa mazaa (title)

mazaa mazaa (title)

lyrics/Album : Mazaa Mazaa
Details
Singer Shreya Ghoshal
Genre Dance
Language Hindi
Album Mazaa Mazaa
Poster mazaa mazaa (title)
play
Lyrics

hawa me udana chaahe yeh dil aaj kyon

kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon

hawa me udana chaahe yeh dil aaj kyon

kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon

ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain

ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain

khula khula badan hain meraa

maja maja ah ha kya maja

maja maja ah ha kya maja


kabhee dil hain yaha, kabhee dil hain waha

janu na janu, meraa dil hain kaha

kabhee dil hain yaha, kabhee dil hain waha

janu na janu, meraa dil hain kaha

kya hain yeh jadu, kya hain yeh nasha

arey kyon hu bekabu bekabu ho raha

jawan jawan yeh mann hain meraa

maja maja ah ha kya maja

maja maja ah ha kya maja


kabhee me yeh sochu kabhee me woh sochu

behakna mai chahu kabhee khud ko roku

kabhee me yeh sochu kabhee me woh sochu

behakna mai chahu kabhee khud ko roku

najro se koi bole, toh sunti hu kyon

yeh kaise hain sholey, mai jalatee hu kyon

dhuan dhuan yeh tan hain meraa

maja maja ah ha kya maja

maja maja ah ha kya maja


hawa me udna chahe yeh dil aaj kyon

kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon

ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain

ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain

khula khula sa tan hain meraa

maja maja ah ha kya maja

maja maja ah ha kya maja

maja maja ah ha kya maja

maja maja ah ha kya maja.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.