Singer | Neeraj Shridhar |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Aashayein |
ab duniya se shikwa nahi hai
na raha ab zindagi se gila
kiska karam hai kiski dua hai
ya naseebo se tu mujhko mila
ab jo mile ho door na jaana
tere bina dil lagta nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karu
jab tu hi mera nahin
jab tu hi mera nahin
i am never gonna live
without you baby now
you the only one was
always in my fantasy
you the only one to
make me reach my ectasy
i dont want nobody else but you
i am loving you loving you
berang se din the
tanha thi raatein
kuch na badalta
jo tum na aate
kuch na badalta
jo tum na aate
kehne ko yun toh
rishtey kahin hai
rishton mein koi apna nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karu
jab tu hi mera nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
marna hai kya
kyun chup gaya hai
ankhiyon ko meeche
sharmon haya ke
pardon ke peeche
pardon ke peeche
apne sanam se
parda hai kaisa
jab ke khuda se
parda nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karu
jab tu hi mera nahin
jab tu hi mera nahin
ab duniya se shikwa nahi hai
na raha ab zindagi se gila
kiska karam hai kiski dua hai
ya naseebo se tu mujhko mila
ab jo mile ho door na jaana
tere bina dil lagta nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karu
jab tu hi mera nahin
jab tu hi mera nahin.