Singer | Amit Kumar & Kavita Krishnamurthy |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Benaam Badsha |
mera kawara padosi,
sota nahin raat ko
mera kawara padosi,
sota nahin raat ko
puchho na kya kya tamasha,
puchho na kya kya tamasha
hota nahin raat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko
puchho na kya kya shararat,
puchho na kya kya shararat
hoti nahin raat ko
mera kawara padosi,
sota nahin raat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko
lagata hai mujhpe marta hain woh,
hoye hoye hoye, hoye hoye hoye
lagata mujhpe marta hain woh,
thandi thandi aahe bharta hain woh
aur ishare bhi karta hain woh,
khidaki mein hoke khada
oo, khidaki mein hoke khada,
dil pe rakh ke yun hath ko
mera kawara padosi,
sota nahin raat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko
darpan se aise chimati hain woh,
bistar pe aise simatati hain woh
darpan se aise chimati hain woh,
bistar pe aise simatati hain woh
takiye se aise lipati hain woh, lipati hain woh
lipati hain woh, logo samjh sakte ho tum
logo samjh sakte ho tum, mere halat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko
mera kawara padosi,
sota nahin raat ko
na jane kesa ye sal hain,
badali badali meri chal hain
mera bhi haye haye
mera bhi, hoye hoye
mera bhi tera sa hal hain,
ha hal hain, hoye hal hain
le ja tu meri doli,
le ja tu meri doli
ja le aa baraat ko
mera kawara padosi,
sota nahin raat ko
puchho na kya kya tamasha,
puchho na kya kya tamasha
hota nahin raat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko
puchho na kya kya shararat,
puchho na kya kya shararat
hoti nahin raat ko
mera kawara padosi,
sota nahi rat ko
meri kawari padosan,
soti nahin raat ko.