Singer | Alka Yagnik |
Genre | Muzara |
Language | Hindi |
Album | Bhrashtachar |
tune kiya tha vaada
abb na badal irada
tune kiya tha vaada
abb na badal irada
vaade se na mukar tu haan karde
mere seene se lag ja tu tha karke
mere seene se lag ja tu tha karke
baimaan mere jee mein
tu jaan banke rah ja
baimaan mere jee mein
tu jaan banke rah ja
kuchh roj aur dil ka
mahemaan banke rah ja
na ja khali yeh dil ka makaan karke
mere seene se lag ja tu tha karke
mere seene se lag ja tu tha karke
dil ko chura ke ab
tu aankhe chura raha hai
dil ko chura ke ab
tu aankhe chura raha hai
main paas aa rahi hoon
tu door ja raha hai
na ja mushkil mein
meri jaan karke
mere seene se lag ja tu tha karke
mere seene se lag ja tu tha karke
us dillagi mein maine,
us dillagi mein maine
dil muft mein jalaya
us dillagi mein maine
dil muft mein jalaya
jalane ka haaye mujhko
kuchh bhi maja na aaya
sare da ka hua bas dhua karke
mere seene se lag ja tu tha karke
mere seene se lag ja tu tha karke
tune kiya tha vaada abb na badal irada
vaade se na mukar tu haan karde
mere seene se lag ja tu tha karke
mere seene se lag ja tu tha karke.