Language | Haryanvi |
shiv shamboo shiv shamboo shiv shamboo shiv….(x4)
meri khushiyaan meri ichaayein mera sam’aan dhan tu
shiv shamboo shiv shamboo shiv shamboo shiv shamboo shiv..(x2)
na maangu koi insaan na maangu koi vastu…
dhayaan magan main
satyam shivam sundaram mein
aur yeh agayaani duniya beithi bharam mein
har janem mein aap raho mere sang mein
khoon ki jageh ganga bahey mere jisam mein
jo main chaahun woh main paaun aap ki badaulat
mera maatha ho bholey aap ki ho chokhat
dukho mein mere sar par haath rakha kaha ro met
gareeb nahi hoon shiv shankar meri daulat
gaadi bangla fame bhai sab kuch rakh tu
bus bholey ko na chordun bhola mera haq tu
kisi ka nahi bus bholeynath ka bhaqt hoon
bus tu bus tu mujhko chahiye bus tu…
shiv shamboo shiv shamboo shiv shamboo shiv….(x4)
meri khushiyaan meri ichaayein mera sam’aan dhan tu.
shiv shamboo shiv shamboo shiv shamboo shiv shamboo shiv..(x2)
na maangu koi insaan na maangu koi vastu…
damru dhanush chandarma trishul naag
rudraaksh ke aabhusan tan pay hai raakh
sher ki khaal ke baba ne kapdey daaley
shaant hai rehne do bend hai teesri aankh
mahaan mere shiv main saadhaaran sa
aap ne zima uthaya sab ke paalan ka
parikarma shiv ling ki jaise chaaro dhaam
sab se bda nasha hai om uchaaran ka
bhola roj mere sapno mein aata
bhola mera guru mujhe jeena seekhata
mera aur bholey ka janemo janemo ka naata
kirpa banaaein raakho mere jeewan daata