Language | Hindi |
suno suno hai ye kahaani
mere payaar ki
suno suno hai ye kahani
mere payaar ki
daasta hai us dil ke
bekarar alam ki
kuch sabnami bunde thaharti
gullo par sawan ki us roz
kuch sabnami bunde thaharti
gullo par sawan ki us roz
sard fijayein tair rahi thi
jhilo par sawan ki us roz
wo nadi si sar-sar behti
aayi bich paharo ke
ho gayi dastak jaise
dil ke band kivado pe
dil ke band kivado pe
suno suno hai ye kahaani
mere payaar ki
suno suno hai ye kahani
mere payaar ki
daasta hai us dil ke
bekarar alam ki
kaash itna hota aasan
haal ae dil bayaan karna
wo na jaane kis se sikha hai
bismil haya karna
chup chup ke chandni se
izhaar karta hai
kehta hai ye to kisi se
payaar karta hai
kitni martava
kaha hai sitaro se
ki keh do jakar usko isharo mein
ki koi nacheez tujhpe apni
ye jaan nisaar karta hai
suno suno hai ye kahani
mere payaar ki
suno suno hai ye kahani
mere payaar ki
daasta hai us dil ke
bekarar alam ki