Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Aarzoo |
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
ham unhe bhul sakte nahi
vo hame bhul sakte nahi
mil jate haijo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
kon si chandani raat me
kya hua kis mulakat me
yaad aati hai jab bhi koi
baat bas baat hi baat me
jaise rote hai dil tut ke
jaise rote hai dil tut ke
aise sawan baraste nahi
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
gam ki najro pe chaya hua
dard haste najro ka hai
dil ke bahar hai patjhad magar
dil me mausam baharo ka hai
unki yado ke ye phul to
unki yado ke ye phul to
tut kar bhi bikharte nahi
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
humko le jayegi ab kaha
o yar ki ye gali kya pata
bhul se ham yaha aa gaye
vapas ka nahi hai rasta
isliye bach ke chalte hai log
isliye bach ke chalte hai log
is gali se gujate nahi
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
kis taraf kisko aawaj de
kon jane kaha rah gaya
raat gham gujarti rahi
ye andhera jaha rah gaya
ham jaha hai waha aajkal
ham jaha hai waha aajkal
chand suraj nikalte nahi
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi
ham unhe bhul sakte nahi
vo hame bhul sakte nahi
mil jate hai jo pyar me
mar ke bhi vo bichadte nahi