mujhe teri nazar

mujhe teri nazar lyrics

Poster mujhe teri nazar

mujhe teri nazar

lyrics/Album : Waah! Tera Kya Kehna
Details
Singer Alka Yagnik & Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Waah! Tera Kya Kehna
Poster mujhe teri nazar
play
Lyrics

mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
is jahan ke deewane sab aashiqon ki kasam
chaahe din ho chaahe raatein
karta bas hoon teri baatein jaanejaan
mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
is jahan ke deewane sab aashiqon ki kasam

pyaar ke vaade sabhi jo main tod do
kya karogi tum agar daaman chhod do
yaar mere khudkhushi main kar jaaongi
bewafaayi na sahoongi mar jaaongi
bewafa main nahin tujhko mujhpe hai bharosa
kaise doonga tujhko dhoka na na
mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
is jahan ke deewane sab aashiqon ki kasam

chal rahi har saans par tera naam hai
pyaar karna bas tujhe mera kaam hai
dekh teri chaahaton mein kya ho gaya
mein tere khwaabon khayalon mein kho gaya
hamnasheen zindagi tere baahon mein guzaroon
tujhko dhadkan mein utaaroon haan re haan

mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
is jahan ke deewane sab aashiqon ki kasam
chaahe din ho chaahe raatein
karta bas hoon teri baatein jaanejaan
mujhe teri nazar ne aashiq banaya sanam
is jahan ke deewane sab aashiqon ki kasam.
Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.