na kisi ki aankh ka

na kisi ki aankh ka lyrics

Poster na kisi ki aankh ka

na kisi ki aankh ka

lyrics/Album : Shararat
Details
Singer No
Genre Sad
Language Hindi
Album Shararat
Poster na kisi ki aankh ka
play
Lyrics

na kisi ki aankh ka noor hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon
na kisi ke dil ka karar hoon
jo kisi ke kaam na aa sake
main woh ek musth-e-gubaar hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon

mera rang roop bigad gaya
mera yaar muhjse bichad gaya
jo chaman fiza mein ujad gaya
main usi ki faasle bahar hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon
na kisi ke dil ka karar hoon

main kahan rahoon main khahan basu
na yeh mujhse khush na woh mujhse khush
main zamin ki peet ka boj hoon
main falak ke dil ka gubaar hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon

pade faatiha koyi aaye kyon
koyi chaar phool chadaye kyon
koyi aake shama jhalaye kyon
koyi aake shama jhalaye kyon
main woh be-kasi ka mazaar hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon
na kisi ke dil ka karar hoon
jo kisi ke kaam na aa sake
main woh ek musth-e-gubaar hoon
na kisi ki aankh ka noor hoon.
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.