na phulo ke khiline

na phulo ke khiline lyrics

Poster na phulo ke khiline

na phulo ke khiline

lyrics/Album : Pyaar Zindagi Hai
Details
Singer Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy
Genre Love
Language Hindi
Album Pyaar Zindagi Hai
Poster na phulo ke khiline
play
Lyrics

(na phoolon ke khilne se

na kaliyon ke muskaane se

na koyal ki koo koo se

na bulbul ke gaane se) - 2

badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 2

na phoolon ke khilne se

na kaliyon ke muskaane se

na koyal ki koo koo se

na bulbul ke gaane se

hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se

badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se

na phoolon ke khilne se

ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao

do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao

o, ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao

do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao

na rangon ke udne se

na chunri laheraane se

na paayal ki chham chham se

na kangna khankaane se

haan, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se

badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se

na phoolon ke khilne se



aa, aa

(majboor kiya is dil ne mujhe

main roke na ruk paayi

baaghon mein tere kaise

bin dor peechhe chali aayi) - 2

na sooraj ke dhalne se

na hi chaand nikalne se

ho, na taaron ke tim tim se

na saawan ki rim jhim se

badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 2



na phoolon ke khilne se



na kaliyon ke muskaane se



na koyal ki koo koo se



na bulbul ke gaane se



hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.