na zulm na zalim ka

na zulm na zalim ka lyrics

Poster na zulm na zalim ka

na zulm na zalim ka

lyrics/Album : Hukumat
Details
Singer Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy & Mohammed Aziz
Genre Motivational
Language Hindi
Album Hukumat
Poster na zulm na zalim ka
play
Lyrics

zulm karne se bura hain

zulm sahan karana

dar ke jeene se achchha hain

samane ladake marna

naa zulm naa zalim

kaa adhikar rahega

duniya mein kuchh rahega

toh bas pyar rahega


utha ke milake neend se

tum sabko jaga do

iss hath se uss hath ko

tum sath mila do

sachchayi se tum jhuth

ki buniyad hila do

aur waqt ki aawaaz se

aawaaz mila do

janta ke hath mein

hi ikhtiyar rahega

duniya mein kuchh rahega


naa aadami kaa aadami gulam rahega

naa seena zori aur naa intakam rahega

bure kaa naa aagaj naa anjam rahega

jo baki raha toh kuda kaa naam rahega

kuda kaa nam raha toh sansar rahega

duniya mein kuchh rahega.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.