Language | Bollywood |
namo_namo, namo_namo
gunjega ye desh mein
namo namo, namo namo
na koi bhi hoga race mein
56 inch ki chhati aur soch khurafati
akele bande ne hai dekho duniya hila di
alag hai iske paintre ye jhukta na zara bhi
karta aise kaam soti ankhe hai jaga di
pahle din se aisi soch leke chalta tha ye roj
badlega ye bharat bemisaal banda banke josh
itna jyada isme khoon khaulega sabhi ka
sikha dega ye duniya ko bharat ka tarika
jab modi hai neele
chal thoda sa jee le
aankho ke kore kyu peele
jab modi hai neele
chal thoda sa jee le
aankho ke kore kyu peele
aane jo, aage badhta bina dar ke
aane jo, saare rahte hai sambhal ke
aane jo, aage badhta bina dar ke
aane jo, saare rahte hai sambhal ke
gujrat nu sher aavyo ghum gaa ke saver la
mishal devi chee chali saal se desh la
pachad koi vaar na phariyo
pachad koi vaar na jodiyo
thai te kari laiye
je panjoyi ne rong dhoye
socha na khud ko jyada kabhi par
na hi kisi se hai kam
chalta hai aankho mein leke ye sapna
bharat ho no. 1
iski baato mein dikhta saara sach
irado mein dikhta dum
tabhi to 100 crore ki
aabadi chalegi iske saath
jab modi hai neele
chal thoda sa jee le
aankho ke kore kyu peele
jab modi hai neele
chal thoda sa jee le
aankho ke kore kyu peele
namo_namo, namo_namo
gunjega ye desh mein
namo_namo, namo_namo
na koi bhi hoga race mein