Singer | Lata Mangeshkar |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Nazrana |
ho mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
ho ja bhi ja re ja abey
ghar ja varna tu
muft mein mara jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
ho ja bhi ja re ja abey
ghar ja varna tu
muft mein mara jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
dekhu tera zor zara
dekhu tera zor zara
zor laga kuch aur zara,
log tamasha to dekhenge
nach tu banke mor zara
nach tu banke mor zara
tab tak tauba karega tu
o tab tak tauba karega
tu jab jab yaad ye aayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
ho ja bhi ja re ja abey
ghar ja varna tu
muft me mara jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
aisa sabak sikhaungi
tujhko yaad main aaungi
aisa sabak sikhaungi
tujhko yaad main aaungi
tere hatho mein
apni chudiya pehnaugi
ho sharam ke
mare phir ghar se
ho sharam ke
mare phir ghar se
tu bahar na aayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
ho ja bhi ja re ja
abey ghar ja varna tu
muft mein mara jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
champa na haye champa
na chameli hoon
champa na chameli hoon
bulbul hoon na titli hoon
duniya jisse drati hain
main vo cheez hoon bijli hoon
main tujhpe gir jaungi ho
main tujhpe gir jaungi
tu mitti ho jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega
ho ja bhi ja re ja
abey ghar ja varna tu
muft mein mara jayega
mera naam tu puchega
to apna bhul jayega.