Singer | Shreya Ghoshal |
Language | Bollywood |
Album | Mimi |
ae bikaneri chhokri
santre ki tokri
ghar toh chhudwaya
ab kya chhudayegi naukri
romeo romeo gali ke romeo
bholi shakal wale
saare ke saare farebiyon
ae romeo romeo bhade ke premiyon
kaahe gale pade ho
bin bulaye baratiyon
le toh gayi kaleja
sang mein humein bhi leja
yeh toh chori pe hai seena zori
kabhi lage monalisa
kabhi kabhi lage lolita
aur kabhi jaise kadambri
haaye meri param param param param
param sundari
haaye meri param param param param
param sundari
sar se pair talak
betahasha husn se bhari
haaye meri param param param param
param sundari
pairon mein payal ki bedi se
bandh ke main na rehne wali
main alhad purvah ke jaisi hoon
pardeson tak behne wali
mujhe gehno se badhke
sapno ki chahat hai
jin sapno ko sach
ho jaane ki aadat hai
katti hai meri mardon se
yaari filmon ke pardon se
le toh gayi kaleja
sang mein humein bhi leja
yeh toh chori pe hai seena zori
kabhi lage monalisa
kabhi kabhi lage lolita
aur kabhi jaise kadambri
haaye meri param param param param
param sundari
haaye meri param param param param
param sundari
sar se pair talak
betahasha husn se bhari
haaye meri param param param param
param sundari
ae chhuna nahi chhuna chhuna nahi
chhuna china nahi mujhko
ae hona nahi hona hona nahi
teri hona nahi mujhko
hath jod chaahe paon pad
parwah nahi mujhko
na nana nana nana nana
nana na nanana nana nana..
ae bikaneri chhokri
santre ki tokri
ghar toh chhudwaya
ab kya chhudayegi naukri
dekh ke kamar teri
bhage nabz meri
jaise ghadi ka kaanta
hickery dickery dokri