patit pavani ganga

patit pavani ganga lyrics

Poster patit pavani ganga

patit pavani ganga

lyrics/Album : Sagar Sangam
Details
Singer Lata Mangeshkar
Genre Devotional
Language Hindi
Album Sagar Sangam
Poster patit pavani ganga
play
Lyrics

patit pawan ganga

shankar bhagwan ki

jatao se awtarit

pavitar ganga

bharat ki pawan

bhumi pe bahti hui

jakar sagar se milti hia

wahi milan hai sagar sangum

aur usi sangum ke kinare hai

bharat ka wo punay tirth

ganga sagar


gnga sagar par

lagne wale mele me

des ke har kone se aate hai

sadhu sant mahatma grahasth

aur sath sath aate hai papi chor

badmash or pakhandi bhi


jish dharti par hamare

sagar sangam ki

kahani janaam leti hai

wo gav hai devipur

jo gangha ko nahi

ghodavari tat par

basa hua hai aur

is devipur gav mai bhi

ek sangam awasar aata hai

jisame papi badmash

pakhandi bhi pahochte hai

aur sant mahatma bhi

khoon ke rakshak bhi

kanoon se duniya ko lutane wale

aur phir umadata

ghatana aur bhawanao ka sagar


jisaki lahere

bandh deti hai

kisiko jajbat ke

bandhan main

kisiko pyar mamta

ke bandhan main

aur yahi anokha sangam

hamari kahani hai

sagar sangam yaha

sagar sangam yaha

sagar sangam yaha.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.