Singer | Sunidhi Chauhan |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Simran |
sitaron mein sitara jo hai
mere naam ka
chamka abhi
zameen pe hai ye roshni
ya hai aasmaan
bikhra abhi
jannat ke saaye
jannat le aaye hai baahon mein
ab zindagi jee
kismat ki dori jo
bandhi woh kholi, jeene chali
main ab zindagi
pinjra tod ke tod ke
udd jaana hai
baahein khol ke khol ke
udd jaana hai [x2]
woh hi hoon main
ya hoon nayi
ab kuch farak sa
hai jeene mein
utar gaya sukoon se
jo koi karz tha iss seene mein
jannat ke saaye
jannat le aaye
mere waaste ye kar loon yakeen
ab iss pal ko
itni darkhaast hai ki
pal mein kahin ghum hona nahi
pinjra tod ke tod ke
udd jaana hai
baahein khol ke khol ke
udd jaana hai [x2]
lehrein khwahishon ki dil mein
mere beh chali…
raahein woh puraani chhod ke
ab main chali…
pinjra tod ke tod ke
udd jaana hai
baahein khol ke khol ke
udd jaana hai [x2]