Singer | Sukhwinder Singh & A.r. Rahman |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Raanjhanaa |
jisko dhoondhe baahar baahar
woh baitha hai bheetar chupke
tere andar ek samandar
kyun dhoondhe tubke tubke
jisko dhoondhe baahar baahar
woh baitha hai bheetar chupke
tere andar ek samandar
kyun dhoondhe tubke tubke
akal ke parde peechhe kar dey..aye..
akal ke parde peechhe kar dey
ghoonghat ke pat khol rey
tohe piya… piya..
tohe piya milenge, milenge, milenge..
tohe piya milenge, milenge milenge
[tohe piya milenge]
jisko dhoondhe baahar baahar
woh baitha hai bheetar chupke
tere andar ek samandar
kyun dhoondhe tubke tubke
jisko dhoondhe baahar baahar
woh baitha hai bheetar chupke
tere andar ek samandar
kyun dhoondhe tubke tubke
akal ke parde peechhe kar dey..aye..
akal ke parde peechhe kar dey
ghoonghat ke pat khol rey
tohe piya… piya..
tohe piya milenge, milenge, milenge..
tohe piya milenge, milenge, milenge..
[tohe piya milenge]
paa ke khona, kho ke paana hota aaya re
paa ke khona, kho ke paana hota aaya re
sang saathi sa hai woh toh
woh hai saaya re
sang saathi sa hai woh toh
woh hai saaya re
dagaa tune ki na
bas jee se jee mere yeh
bole seene mein woh tere dheeme dheeme re
tohe piya milenge, milenge, milenge [milenge..] tohe piya milenge, milenge , milenge..
[tohe piya milenge..]
jisko dhoondhe baahar baahar
woh baitha hai bheetar chupke
tere andar ek samandar
kyun dhoondhe tubke tubke
asad allah mera hai, il-allah
asad al mohammad rasool allah
jo hai dekha, wohi dekha toh kya dekha hai
jo hai dekha, wohi dekha toh kya dekha hai
dekho woh joh auron ne na kabhi dekha hai
dekho woh joh auron ne na kabhi dekha hai
nainon se na aisa kuchh dekha joh kahe
naina meecho toh woh sab dikh jaata hai
tohe piya milenge, milenge, milenge [milenge..] tohe piya milenge, milenge , milenge..
[tohe piya milenge..]
ussi ko paana, ussi ko choona
kahin pe woh na, kahin pe tu na
ussi ko paana, ussi ko choona
kahin pe woh na, kahin pe tu na
jahan pe woh na wahaan pe soona
yahaan pe soona..
tohe piya milenge, piya milenge milenge
tohe piya milenge, milenge, milenge..
tohe piya milenge, milenge, milenge..
tohe piya milenge, milenge, milenge..
tohe piya milenge, milenge, milenge..
[tohe piyaa milenge..]