pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat lyrics

Poster pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat

lyrics/Album : Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Details
Singer Udit Narayan & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Poster pyaar ishq aur mohabbat
play
Lyrics

pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat

jo bhi inka naam le, pehle dil ko thaam le

naam lene se hi qayaamat ho jaati hai

pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat

jo bhi inka naam le, pehle dil ko thaam le

naam lene se hi qayaamat ho jaati hai

pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat


humko bhi rog yeh lag jaaye agar

aisa ho to ho kya, aisa kyoon ho magar

jisne bhi yeh dil diya, jisne bhi yeh gham liya

kuch na poochho uski baatein

lambi lambi kaali raatein

uski aankhon se neend rukhsat ho jaati hai

pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat


is jagaa hum mile phool dil mein khile

kya khabar, kya pataa hum mein tum mein ho kya

baaton baaton mein kabhi, aankhon aakhon mein kabhi

chaar din ki dosti mein

ek zara si dillagi mein

bas kisi ek din sharaarat ho jaati hai

pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat

jo bhi inka naam le, pehle dil ko thaam le

naam lene se hi qayaamat ho jaati hai


pyaar ishq aur mohabbat

pyaar ishq aur mohabbat.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.