Singer | Hariharan |
Genre | Motivational |
Language | Hindi |
Album | Mere Baad |
rahengi nishaniyan rahe na rahe hum
banegi kahaniyan rahe na rahe hum
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam
rahengi nishaniyan rahe na rahe hum
banegi kahaniyan rahe na rahe hum
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam
rutha na mat tumhein hai kasam
tum ho jegar ke tukade noore jaa
tum sabhi mein mera aksha hain
dudha ki laaj rakhana ho jaha
neki ki dagar pey rakhana kadam
neki ki dagar par sada hi rahena
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam
roshani ka rahein silsila
door yeh aasman hai toh kyaa
ghul chaman mein khile jhoom ke
ghair ka ghul sita hai to kyaa
kali ke ye naina kabhi na ho nam
kali ke ye naina kabhi na ho nam
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam
dard dil mein rahen to rahen
hothn par mushkurahat hi rahein
nafraton ke liye na jale
har kisi se muhabaat milati rahein
yahi ho duaaye achhe ho karam
yahi ho duaaye achhe tere karam
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam
bakshana har khata laadlo
aayegi ye sadaye mere baad
har khushi tum pey ho maherbaan
aayegi phir baharein mere baad
zindagi ke mele honge nahi kam
zindagi ke mele kabhi na honge kam
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam
rahengi nishaniyan rahe na rahe hum
banegi kahaniyan rahe na rahe hum
aayega mausam jaayega mausam
aayega mausam jaayega mausam.