Singer | Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Ghar Parivar |
ho raaja ji ke damkham se
raani ne kiya kamal
taaro bhare angane me utara
chand ke jaisa laal
vaari vaari jau laal
tum jiyo hajaro saal
are keshar baai
ab tum bhi to dikhao kamal achcha
ghunghru bajake ha
thumka laga ke haye
thumka laga ke aise nachungi
tumhka laga ke aise nachungi
aise nachungi
ki helega sara angana
paise rupayiya kuchh na lungi
paise rupayiya kuchh na lnngi
kuchh na lungi
lungi sone ka kangana
thumka lagake aise nachungi
aise nachungi
ki hilega sara angana
ha saara angana
o ha ha
resham ka laganga hain, makhmal ki choli
ha makhmal ki choli
resham ka laganga hain, makhmal ki choli
budho jawano ki niyat hain doli
re niyat hain doli
hayi karejwa me dank maar diya re
halki si
halki si jhalki dikha dungi
halki si jhalki dikha dungi
dikha dungi
dolega saara angana
paise rupayiya kuchh na lungi
kuchh na lungi
lungi sone ka kangana
ha ha sone ka kangana
o ha ha
aa aise kamriya nacha dungi
nacha dungi
nachega sara angana
paise rupayiya kuchh na lnngi
kuchh na lungi
lungi sone ka kangana
sone ka kangana
hay hay
station pe har dil ki gadi khdi hain
ha ji gadi khadi hain
station pe har dil ki gadi khdi hain
pyasi nazar sabki mujh par gadi hain
ha mujh par gadi hain
are hamar bhi ticket kata d please
palko ka hoy hoy
palko ka signal gira dungi
palko ka signal gira dungi
gira dungi
daudega sara angana
thumhka laga ke aise nachungi
aise nachungi
ki hilega sara angana
paise rupayiya kuchh na lungi
kuchh na lungi
lungi sone ka kangana