ruk ja o dil deewane

ruk ja o dil deewane lyrics

Poster ruk ja o dil deewane

ruk ja o dil deewane

lyrics/Album : Dilwale Dulhania Le Jayenge
Details
Singer Udit Narayan
Genre Dance
Language Hindi
Album Dilwale Dulhania Le Jayenge
Poster ruk ja o dil deewane
play
Lyrics

ruk ja o dil deewane

puchhun to main zara

ladki hai ya hai jaadu

khushboo hai ya nasha

ruk ja o dil deewane

puchhun to main zara

ladki hai ya hai jaadu

khushboo hai ya nasha

paas wo aaye to

chhoo ke main dekhoon zara

ruk ja o dil deewane

puchhun to main zara


dekhe wo idhar hanske bekhabar

thaamke dil hum khade hain

gumsum si nazar uski hai magar

honthon pe shikve bade hain

baat ban jaaye to

main baat chhedoon zara

ruk ja o dil deewane

puchhun to main zara

ladki hai ya hai jaadu

khushboo hai ya nasha


sharma wo gayi ghabra vo gayi

maine jo usko pukaara

ye dil le liya usne kar diya

aankhon hi aankhon mein ishaara

jaan bhi jaaye to

gam na karoon main zara

ruk ja o dil deewane

puchhun to main zara

ladki hai ya hai jaadu

khushboo hai ya nasha


mehfil mein haseen tu hi to nahin

roothe tu kis liye akeli

jis pe yoon fida ye dil ho gaya

wo to hai teri ek saheli

maan vo jaaye to

baahon mein le loon zara

ruk ja o dil deewane

puchhun to main zara

ladki hai ya hai jaadu

khushboo hai ya nasha

paas wo aaye to

chhoo ke main dekhoon zara.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.