ruka hoon lyrics – jigar saraiya

ruka hoon lyrics – jigar saraiya lyrics

Details
Language Hindi
Poster ruka hoon lyrics – jigar saraiya
play
Lyrics

kaha hai, kaha hai
maine sau baariyaan
ek aur baari haan ho

kahunga kahunga
tu jab tak maani na
hai dil ne thaani haan

oh ho ho main toh
teri haan ko hi ruka hoon jaaneya
hun ki karaan main, ki karaan main
ki karaan tu ye bata

ho main taan tere bin na jeena
main taan mar jaana
main taan tere bin na jeena
main taan mar jaana

teri haan ko main saal 75 rook jaana
ho channa tere bin na jeena
main taan mar jaana

ho naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
yaada vich ruke ruke ruke ruke
naina mere sukhe sukhe sukhe sukhe
yaada vich ruke ruke ruke ruke

suna hai suna hai
ki dil ko rishta hai
wo kabhi kabhi ghista hai

sununga main sununga tera har shikwa ve
tu hasdi te hasda main

oh ho ho main toh
teri haan ko hi ruka hoon jaaneya
hun ki karaan main, ki karaan main
ki karaan tu ye bata

ho main taan tere bin na jeena
main taan mar jaana
main taan tere bin na jeena
main taan mar jaana

teri haan ko main saal 75 rook jaana
ho channa tere bin na jeena
main taan mar jaana

ho main taan kise nu vi pyaar kiya
na kar pana
main taan tere bin na jeena
main taan mar jaana

ruka hu, ruka hu, ruka hu
haan main to teri haan ko
ruka hu, ruka hu, ruka hu
channa tere bin na jeena
main taan mar jaana
ki main to teri haan ko ruka hoon

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.