sach much main

sach much main lyrics

Poster sach much main

sach much main

lyrics/Album : Chehraa
Details
Singer Sonu Nigam & Shreya Ghoshal
Genre Love
Language Hindi
Album Chehraa
Poster sach much main
play
Lyrics

sach much main to deewana ho gaya

jaane kaha ye dil kho gaya

sach much main to deewana ho gaya

jaane kaha ye dil kho gaya

aankhon aankhon ek hi cheharaa

dhadkan dhadkan ek hi naam

tere siwa ab iss duniya mein

aur nahi koi mujhko kaam


sach much main to deewani ho gayi

apani shuru kahani ho gayi

sach much main to deewani ho gayi

apani shuru kahani ho gayi

haay haay haay

aankhon aankhon ek hi cheharaa

dhadkan dhadkan ek hi naam

tere siwa ab iss duniya mein

aur nahi koi mujhko kaam

sach much main to deewana ho gaya


aur kisi pe nazar na thehri

dekha hai tujhko jab se

ha teri mohabbat mil gayi mujhko

aur main kya mangu rab se

ho bhul gaye ham dono jaha ko

ishq mein aise chur huye

kho gaye hum to ab yaado mein

iss duniya se dur huye

sach much main to deewana ho gaya

jaane kaha ye dil kho gaya

haay haay haay

aankhon aankhon ek hi cheharaa

dhadkan dhadkan ek hi naam

tere siwa ab iss duniya mein

aur nahi koi mujhko kaam

sach much main to deewana ho gaya


ias dharti se us ambar tak

cheharaa tera lehraye

shokh bahaaro ka ye mausam

teri hee khushbu laaye

he dil paagal hai baat na maane

kaise isko samajhaau

kaisa mera haal hai yaar a

kaise tujhko batalaau

sach much main to deewani ho gayi

apani shuru kahani ho gayi

haay haay haay

aankhon aankhon ek hi cheharaa

dhadkan dhadkan ek hi naam

tere siwa ab iss duniya mein

aur nahi koi mujhko kaam

aankhon aankhon ek hi cheharaa

dhadkan dhadkan ek hi naam

tere siwa ab iss duniya mein

aur nahi koi mujhko kaam

sach much main to deewani ho gayi

sach much main to deewana ho gaya.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.