| Singer | Lucky Ali |
| Genre | Motivational |
| Language | Hindi |
| Album | Tamasha |
o safarnama
sawaalon ka safarnama
shuru tumse khatam
tumpe safarnama
o jisey dhoonda
zamaane mein
mujh hi mein tha
o mere saare
jawaabon ka safarnama
meri ore se utha teri
ore ko kadam pehla
milenge hum
o safarnama
khayaalon ka safarnama
andhere mein
ujaalon ka safarnama
o savare saa purana
bhi nayaa bhi hai
o muhabbat ki
misaalon ka safarnama
meri ore se utha teri
ore ko kadam pehla
milenge hum mmm
pehla milenge hum mmm.