Singer | Farhan Saeed, Ameen Sabri & Saeed Sabri |
Genre | Qawwali |
Language | Hindi |
Album | Sheen |
karam karam sahebat ha tumhe pukara hai
karam karam sahebat ha tumhe pukara hai
khuda ke bad hame aapka sahara hai
sahara chahiye sarkar zindagi ke liye
sahara chahiye sarkar zindagi ke liye
sahara chahiye ha ha sahara chahiye
sahara chahiye ha ha sahara chahiye
sahara chahiye sarkar jindagi ke liye
sahara chahiye ab to sahara chahiye
sahara sahara
sahara chahiye sarkar zindagi ke liye
tadap raha hu tadap raha hu
tadap raha hu madine ki hazri ke liye
tadap raha aaka tadap raha hu
tadap raha aaka tadap raha hu
tadap raha hu tadap raha hu
tadap raha hu madine ki hazri ke liye
tadap raha hu
daure fiza ke hatho barbad gulishta hai
har ek sakhe gul par bijli ka aashiya hai
ahle chaman khafa hai
na raz bagba hai
gulshan ka patta patta apna vudue ja hai
kash makash mein aaka ye ja lena tabah hai
kash makash mein aaka ye ja lena tabah hai
kash makash mein aaka ye ja lena tabah hai
haye bekasho ke wali is waqt tu kaha hai
karam ho ham pe aaka karam ho ham pe
karam ho ham pe aaka karam ho ham pe
karam ho ham pe
habibe khuda khuda ke liye
yaha se leke waha tak tumhi to malik ho
yaha se leke ha yaha se leke
yaha se leke aaka tumhi to malik ho
tumhi to malik ho
aaka tum hi malik ho
aaka tum hi malik ho
aaka tum hi malik ho
yaha se leke waha tak tumhi to malik ho
ye kaynad ye kaynad
ye kaynad bani hai mere nabi ke liye
ye kaynad ha ha ye kaynad
ye kaynad ha ha ye kaynad
ye kaynad bani
ye kaynad bani hai mere nabi ke liye
nahi hai husne amal pas aasuo ke siwa
nahi hai husne amal nahi hai husn
nahi hai husne amal nahi hai
nahi hai husne amal paas aasuo ke siwa
chala hu leke ye moti jare nabi ke liye
chala hu leke ye moti jare nabi ke liye
mere tau aaphi sab kuch hai rahmate aalam
mai jee raha hu
mai je raha hu
mai jee raha hu jamane mein aaphi ke liye
mai jee raha hu
he aaka mai jee raha hu
mai jee raha hu oho mai jee raha hu
mai jee raha hu
kisi pe julm ki hath wo uth nahi sakte
kisi pe julm ki hath wo uth nahi sakte
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
jo hath uth ha jo hath uth rahe
jo hath uth aahe jo hath uth rahe
jo hath uthte jo hath uthe rahe
jo hath uthte rahe
jo hath uthte rahe aaka mere ha
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
jo hath uth
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
haye haye
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
jo hath uthte rahe har ghadi dua ke liye
sahara chahiye sarkar jindagi ke liye
tadap raha he aaka tadap raha
main to tadap raha aaka tadap raha
aaka tadap raha, aaka tadap raha
tadap raha hu madine ki hazri ke liye
tadap raha hu madine ki hazri ke liye.