salma ko mil gaya balma

salma ko mil gaya balma lyrics

Poster salma ko mil gaya balma

salma ko mil gaya balma

lyrics/Album : Palay Khan
Details
Singer Lata Mangeshkar
Genre Wedding Song
Language Hindi
Album Palay Khan
Poster salma ko mil gaya balma
play
Lyrics

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

oye satara baras ki yaade

pal mein vapas mod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali


surat se lagti thi bholi

tab kheli ye aankh micholi

surat se lagti thi bholi

tab kheli ye aankh micholi

kab baithi naino ki dholi

humne tab jana

jab humse naata tod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali


galo par hai sharam ki lali

kuchh mat kahna degi gali

galo par hai sharam ki lali

kuchh mat kahna degi gali

dhund liya bulbul ne mali

apna naam kisi

pardesi ke sang jod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali


mere sapno ka sahjada

mujhko lene kab aaye ga

mere sapno ka sahjada

mujhko lene kab aaye ga

mera dola kab jaye ga

vo banke dulhan lala

chunriya sar pe odh chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali


oye satara baras ki yaade

pal mein vapas mod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali

salma ko mil gaya balma

salma hum ko chhod chali.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.