meri jaana o meri jaana samjho na mujhe tum begana meri jaana meri jaana hum dono ka ik afsaana meri jaana meri jaana samjho na mujhe tum begana hum dono ka ik afsaana ye saath na apna chhutega rab humse kabhi na ruthega
meri jaana meri jaana samjho na mujhe tum begana hum dono ka ik afsaana ye saath na apna chhutega rab humse kabhi na ruthega meri jaana o meri jaana
har uljhan ko sul jaayenge kaanto mein bhi muskaenge har uljhan ko sul jaayenge kaanto mein bhi muskaenge mushkil mein bhi na ghabhrayenge hum pyaar ki manzil paayenge aabaad karenge viraana meri jaana meri jaana aabaad karenge viraana meri jaana meri jaana hum dono ka ik afsaana ye saath na apna chhutega rab humse kabhi na ruthega meri jaana o meri jaana
kyun gham ko chhupaye rehate ho kyun dil ki baat na kehate ho kyun gham ko chhupaye rehate ho kyun dil ki baat na kehate ho sach hoga pyar ka har sapna ye saara jahan hoga apna rang laayega apna yaarana meri jaana meri jaana rang laayega apna yaarana hum dono ka ik afsaana ye saath na apna chhutega rab humse kabhi na ruthega meri jaana o meri jaana
kal kyaa hoga maaloom nahi hum aaj ko kyun kurbaan karein kal kyaa hoga maaloom nahi hum aaj ko kyun kurbaan karein aajaao khusi ke lamhon se hum sadiyon ki pehchaan karein har saans mein meri bas jaana meri jaana meri jaana har saans mein meri bas jaana hum dono ka ik afsaana ye saath na apna chhutega rab humse kabhi na ruthega meri jaana o meri jaana meri jaana o meri jaana meri jaana o meri jaana.
Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.