Singer | Alka Yagnik |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Irada |
sapno ka woh saathi
samne jab aa jaaye
dil to bahut
kuchh kehna chahe
par kuchh kaha na jaaye
sapno ka woh saathi
samne jab aa jaaye
dil to bahut
kuchh kehna chahe
dil to bahut
kuchh kehna chahe
par kuchh kaha na jaaye
to is ko kya kahiye haay
to is ko kya kahiye
man bina pankhke
kaise udane lage
man bina pankhke
kaise udane lage
tan badan mein nayi
koi sehran jage
jhooki jhooki palke
khoi khoi ankhiya
jhooki jhooki palke
khoi khoi ankhiya
bin bole bole
man ki wo batiyaa
aisi haseen bas ek nazar se
saara bhed khul jaaye
to is ko kya kahiye haay
to is ko kya kahiye
sapno ka woh saathi
samne jab aa jaaye
sapno ka woh saathi
mera ho kar rahe aur koi nahin
mera ho kar rahe aur koi nahin
zindgi ka safar hain
umr bhar se haseen
kaisi yeh khushboo
tan mehakaye
kaisi yeh khushboo
tan mehakaye
jaane nasha
kya saanso pe chhye
dekhu jidhar dekhu tujhe
kuchh aur nazar na aaye
to is ko kya kahiye haay
to is ko kya kahiye
kahi yeh pyar to nahi.