Singer | Sonu Nigam |
Genre | Horror |
Language | Hindi |
Album | Warning |
khauf koi sarsaraye
saans tharr thar thartharaye
khauf koi sarsaraye
saans tharr-thar thartharaaye
kaampti hain jaan..
na hai arsh na zameen hai
khauf koi sarsaraaye
saans tharr thar thartharaye
dekhne par bhi nahi hai
jayega kahaan
taakeedein..
taakeedein..
itaffaq se teri taak mein
khatra hai firak mein (repeat once)
(saans tharr-thar thartharaaye..)
lamha hai sahma sahma sa
sama hai thahra thahra sa
ke kaisi aafat ki hai yeh dastaq
kuch na hai pata
na koi aas paas hai
ruki si saans saans hai
nazar jahan tak jaaye wahan tak
koi koi bhi hai naa..
ghute hain dam lage hai kam
bachke nikalne ke mauke
her ek kadam
pe maut ke hain dhoke..
zindagi rone lagi hai
leke siskiyaan
taakeedein..
taakeedein..
itaffaq se teri taak mein
khatra hai firaak mein (repeat once)
lahar lahar mein zor hai
daba daba sa shor hai
ke kaise khatre ki hai yeh aahat
kuch na hai pata..
mummh taras taras ke rah gaye
na sahna tha jo sah gaye
madad ki dil mein
lagayi hai rat
koi bhi hai na..
dare hai man
thake hain tan
bachi zara si himmat hai
khabar nahi, ki waqt ki kya fitrat hai
dheere se badhne lagi hain
gahraaiyaan..
taakeedein..
taakeedein..
itaffaq se teri taak mein
khatra hai firaak mein (repeat once)