Singer | Asha Bhosle & Mohammed Rafi |
Genre | Qawwali |
Language | Hindi |
Album | Kala Coat |
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
jo mera haal tha
wohi ab unka haal hain
unka haal unka haal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
aa humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
tum apne dil se puchhlo kyaa
dil ka haal hain
dil ka haal dil ka haal hain
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
zulf bikhari hain
chehara roshan hain
sokha nazrein hain
waki rutvan hain
saamana hain
haseen jalwon ka
main hoon aur
meri dil ki dhadkan hain
har ek adda khuda ki kasam
bemisaal hain ji dekho
bemisaal hain ji
ha haa bemisaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
kyun addao pe jaan khote ho
chain se raat bhar na sote ho
kisi mehfil mein jee nahi lagta
chupke tanhaii yo mein rote ho
ye haal hain abhi se tumhara kamaal
ye kamaal hain ji kamaal
ye kamaal hain haa kamaal
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
humse nazar milaye koi
kyaa mazaal hain
meri hasrat meri khushi tum ho
chaand sitaaron ki roshani tum ho
meri koi nahi tumhare siva
jaane mann meri zindagi tum ho
apna mujhe banalo bas itana
sawaal hain jee dekho
ye sawaal hain jee aa haa
ye sawaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
samma par mar mitenge parwaane
yunhi bante rahenge afsaane
pyaar ki raahoin mein
sambhal ke chalo
kahan thokar lage khuda jaane
badala moh na jaane kahin
yeh khayaal hain ji dekho
yeh khayaal hain ji haa
yeh khayaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain
tadpa ke woh bhi tadpe hain
is ka malaal hain.