tere bin mai dekhu na

tere bin mai dekhu na lyrics

Poster tere bin mai dekhu na

tere bin mai dekhu na

lyrics/Album : Dil Toh Baccha Hai Ji
Details
Singer Sonu Nigam
Genre Love
Language Hindi
Album Dil Toh Baccha Hai Ji
Poster tere bin mai dekhu na
play
Lyrics

tere bin mein dekhun na subah

nigaahon se yeh vaada kar

liya

tere bin mein dekhun na subah

nigaahon se abhi yehvaada kar

liya

tere bin ho chalna bhi saza

ki raahon se abhi, yeh vaada kar

liya

suno yehi jazbaat hai mera



yeh dil kahe ki khwaishein jeenay ki saath hain tere

tere bin ho saason se juda

hawaaon se abhi, yeh vaada kar liya

tere bin mein dekhun na subah

nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya


tu woh zameen jis pe maine toh apni yeh duniya basaayi hai

mein bin tere ab kaha jaunga

tu aasra hai mera, main toh jeeta hoon tere bharose pe

main bin tere ab na jee paunga

meri toh ye har baat tukhse hai

tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai

tere bin na barse yeh ghata

ghataaon se abhi, yeh vaada kar liya

tere bin mein dekhun na subah

nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya


jo haath mein ho tera haath toh yeh lakeerein dhadakti hain

tu ho judaa sab thama sa lagey

jo tu mere paas hai toh yakeen apne hone pe hota hai

tu ho juda sab guma sa lagey

haan tu meri aadat mein shaamil hai

mere liye main sach kahoon tu ibadaat ke kabil hai

tere bin na puri ho dua

duaon se abhi, yeh vaada kar liya

tere bin mein dekhun na subah

nigaahon se abhi, yeh vaada kar liya.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.