tere dware pe aai baraat

tere dware pe aai baraat lyrics

Poster tere dware pe aai baraat

tere dware pe aai baraat

lyrics/Album : Vivah
Details
Singer Ravindra Jain & Sudesh Bhonsle
Genre Wedding Song
Language Hindi
Album Vivah
Poster tere dware pe aai baraat
play
Lyrics


dulhaa ban gaya hoy ban

gaya sadda barkhurdaar

ghodi chadh gaya hoy chadh

gaya chhadake motarcaar

seharaa saj gaya hoy seharaa

saj gaya jalawedaar

dulhan dwaar ghadi sajan

sang jaane ko tayyaar

nachaley hoy

nachaley hoy

hoy yaara hoy ho mitraa ho


tere dwaare pe aai baraat

tere dwaare pe aai baraat

prem ke moti loota de nain

swaagat mein bichaade

prem ke moti loota de nain

swaagat mein bichaade

ho jaraa aadar ke sath

tere dwaare pe aai baraat

tere dwaare pe aai baraat


vivaah shubh vivaah

vivaah shubh vivaah


dilli kaa rajaa aayaa warne

ko madhupur ki raani

hone ko hai aaj poori

inaki adhuri kahaani

hone ko hai aaj poori

inaki adhuri kahaani

phool khushiyon ke khile hai

badi mushkil se mile hai

phool khushiyon ke khile hai

badi mushkil se mile hai

haay re tarase do hath

tere dwaare pe aai baraat

tere dwaare pe aai baraat


teri taraf badh rahe hai

nanhaise pag beete kal ke

sukh dukh ke is sangam pe

naina hai kyun chhalake chhalake

sukh dukh ke is sangam pe

naina hai kyun chhalake chhalake

rit baabul ki nibhaade

apani betiyaa ko widaa de

rit baabul ki nibhaade

pyaari betiyaa ko widaa de

re asison ke sath leke

dulhan ko laute baaraat

baaraat leke dulhan

ko laute baaraat.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.