Language | Bollywood |
oh ranjhna ve teri saanso pe
thoda sa watan ka bhi hak tha
na dekh mujhe yu mud mud ke
tera mera saath yahi tak tha
ye teri zameen tere khoon se hi
to sajti savarti hai ranjhe
tere ishq ki main haqdar nahi
teri heer to dharti hai ranjhe
teri mitti mein mil jawa
gul banke main khil jawa
itni si hai dil ki aarzu
teri nadiyo mein beh jawa
tere kheto mein lehrawa
itni si hai dil ki aarzu
mmmh hmmm mummm
ae meri zameen afsos nahi
jo tere liye 100 dard sahe
mehfooj rahe teri aan sada
chahe jaan meri ye rahe na rahe
ae meri zameen mehbub meri
meri nas nas mein tera ishq bahe
feenka na pade kabhi rang tera
jismo se nikal ke khoon kahe
haye
teri mitti mein….
gul banke main….
itni si hai dil ki aarzu
ho teri nadiyo mein beh jawa
teri faslon mein lehrawa
itni si hai dil ki aarzu
mmmh hmmm mummm