teri umar

teri umar lyrics

Details
Singer Kishore Kumar & Amit Kumar
Language Hindi
Album Awara Baap
Poster teri umar
play
Lyrics

teri umar 50 ya 55 ki

kare baate jawani aur bachpan ki

teri umar 50 ya 55 ki

kare baate jawani aur bachpan ki

is umar mein kare byah

o babu hosh mein aa

na muh kala karwa

o babu hosh mein aa

ye duniya kahegi kya

o babu hosh mein aa


main jawan se nahin kaam beta

abhi mujhme bahut hain dam beta

main jawan se nahin kaam beta

abhi mujhme bahut hain dam beta

kar sakta hu char byah

o beta na ghabra

na beech mein tang adda

o beta na ghabra

nahin duniya ki parwah

o bitwa na ghabra



 

40 sal ke bad jawani pe

chha jaye budapa

dhalti umar mein sab kuchh dhal

jaye kuchh to samjh le papa

pada akal mein kyu parda

o babu hosh mein aa

are hosh mein to hu

na muh kala karwa

o babu hosh mein aa

ye duniya kahegi kya

o babu hosh mein aa


waha umar nahin chalti

dil se dil mil jata jab hai

dulhan ko tu les kam

waha umar ka kya matlab

mujhe bandhne de tu sehra

o beta na ghabra

o beta na ghabra

na beech mein tang adda

o beta na ghabra

nahin duniya ki parwah

o bitwa na ghabra


bapu bapu ye tumhe

kya ho gaya hain

kuchh nahin chhaure

main jawan ho gaya hain


logo bete ka dusman hain

ye awara baap

kya bakta hain re

logo bete ka dusman hain

ye awara baap

shaddi ka number mera hain

aur karne chala baap

mera charkha nahin chala

o babu hosh mein aa

are hosh mein to hoon

na muh kala karwa

o babu hosh mein aa

ye duniya kahegi kya

o babu hosh mein aa


sehra bandhega aur baja bajega

aur chalegi aatisbaji

kya maja ayega

sehra bandhega aurr baja bajega

aur chalegi aatisbaji

tu kya tera baap bhi roke

hoke rahegi shaadi

mere raste se hatja

o bitwa na ghabra

na beech mein tang adda

o beta na ghabra

nahin duniya ki parwah

o bitwa na ghabra

na muh kala karwa

o babu hosh mein aa

ye duniya kahegi kya

o babu hosh mein aa

na beech mein tang adda

o beta na ghabra

nahin duniya ki parwah

o bitwa na ghabra.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.